Lahro ko sahil se apne mila gya koi….
Dekh banjar zami par fir gulzaar khila gya koi…
Wo saundhi-2 si mitti ki mahak….
Baarish me dharti ko,Baadal bhigo gya koi….
Aaina mera btane lga he hasrate kissi ki….
Mere aks me bsa apna wajood dikha gya koi…
Muddato se suna pda tha dar us khuda ka…
Diwana ek pyar ka diya jala gya koi…..
Patthar k dil me ye halchale kyu uthne lgi he….
Dil ho gya kisi ka ya ise apna bna gya koi……

sahi he too good
ReplyDelete